Hua Hai Aaj Pehli Baar
Jo Aise Muskuraya Hoon
Tumhe Dekha Toh Jaana Ye
Ki Kyun Duniya Mein Aaya Hoon
Ye Jaan Lekar Ke Jaan Meri
Tumhe Jeene Main Aaya Hoon
Main Tumse Ishq Karne Ki
Ijaazat Rab Se Laaya Hoon
Ahahaa
Oho La La Laaaa ........................................
Zameen Se Aasmaan Tak Hum
Dhoondh Aaye Jahaan Saara
Bana Paaya Nahi Ab Tak
Khuda Tumse Koi Pyaara
Zameen Se Aasmaan Tak Hum
Dhoondh Aaye Jahaan Saara
Bana Paaya Nahi Ab Tak
Khuda Tumse Koi Pyaara
Baaton Mein Teri Hain
Badmashi Yaan
Sab Bewajah Ki Hain
Taarifi Yaan
Main Likh Doon Aasmaan Par Ye
Ke Padh Lega Jahaan Saara
Hua Naa Hoga Ab Koi
Yahan Hum Do Sa Dobara
Main Duniya Bhar Ki Taarifein
Tere Sajde Mein Laaya Hoon
Main Tumse Ishq Karne Ki
Ijaazat Rab Se Laaya Hoon
Tu Hai Jo Rubaru Mere
Bada Mehfooz Rehta Hoon
Tere Milne Ka Shukrana
Khuda Se Roz Kart A Hoon
Tu Hai Jo Rubaru Mere
Bada Mehfooz Rehta Hoon
Tere Milne Ka Shukrana
Khuda Se Roz Karta Hoon
Humko Pata Hai Yeh
Nadani Yaan
Aawara Dil Ki Hai
Aawari Yaan
Yeh Dil Paagal Bana Baitha
Ise Ab Tu Hi Samjha De
Dikhe Tujhme Meri Duniya
Meri Duniya Tu Banja E
Hoon Khushkismat Jo Kismat Se
Tumhe Aise Main Paaya Hoon
Main Tumse Ishq Karne Ki
Ijaazat Rab Se Laaya Hoon