Sajde Mein Yun Hi Jhukta HoonTum Pe Hi Aa Ke Rukta HoonKya Ye Sab Ko Hota HaiHum Ko Kya Lena Hai Sab SeTum Se Hi Sab Batein Ab SeBan Gaye Ho Tum Meri DuaSajde Mein Yun Hi Jhukta HoonTum Pe Hi Aa Ke Rukta HoonKya Ye Sab Ko Hota HaiHum Ko Kya Lena Hai Sab SeTum Se Hi Sab Batein Ab SeBan Gaye Ho Tum Meri DuaKhuda Jaane Ke Mein Fidaa HoonKhuda Jaane Main Mit GayaKhuda Jaane Ye Kyun Hua HaiKe Ban Gaye Ho Tum Mere KhudaTu Kahe To Tere Hi Kadam Ke Main Nishanon PeChaloon Rukoon Ishaare Pe........Tu Kahe To Khwaabon Ko Bana Ke Main Bahana SaMila Karoon Sir Haane Pe....Ohh,Tum Se Dil Ki Baatein SeekhiTum Se Hi Ye Raahe SeekhiTum Pe Marr Ke Main To Jee GayaKhuda Jaane Ke Mein Fidaa HoonKhuda Jaane Main Mit GayaKhuda Jaane Ye Kyun Hua HaiKe Ban Gaye Ho Tum Mere KhudaDil Kahe Ke Aaj To, Chupa Lo Tum Panaahon MeinKe Darr Hai Tum Ko Kho Doonga..Dil Kahe Sambhal Zaraa Khushi Ko Naa Nazar LagaKe Darr Hai Main To Ro Doonga...Hoo,Karti Hoon Sau Vaade Tum SeBandhe Dil Ke Dhaage Tum SeYe Tumhe Na Jaane Kya HuaKhuda Jaane Ke Mein Fidaa HoonKhuda Jaane Main Mit GayaKhuda Jaane Ye Kyun Hua HaiKe Ban Gaye Ho Tum Mere KhudaSajde Mein Yun Hi Jhukta HoonTum Pe Hi Aa Ke Rukta HoonKya Ye Sab Ko Hota HaiHum Ko Kya Lena Hai Sab SeTum Se Hi Sab Batein Ab SeBan Gaye Ho Tum Meri DuaKhuda Jaane Ke Mein Fidaa HoonKhuda Jaane Main Mit GayaKhuda Jaane Ye Kyun Hua HaiKe Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda