Papa Kehte Hain Bada Naam KaregaBeta Hamara Aisa Kaam KaregaMagar Yeh To Koi Na JaaneKi Meri Manzil Hai KahanPapa Kehte Hain Bada Naam KaregaBeta Hamara Aisa Kaam KaregaMagar Yeh To Koi Na JaaneKi Meri Manzil Hai KahanPapa Kehte Hain Bada Naam KaregaBaithe Hain Milke Sab Yaar ApneSabke Dilon Mein Armaan Yeh HaiBaithe Hain Milke Sab Yaar ApneSabke Dilon Mein Armaan Yeh HaiWo Zindagi Mein Kal Kya BanegaHar Ek Nazar Ka Sapna Yeh HaiKoi Engineer Ka Kaam KaregaBusiness Mein Koi Apna Naam KaregaMagar Yeh To Koi Na JaaneKi Meri Manzil Hai KahanPapa Kehte Hain Bada Naam Karega ...Mera To Sapna Hai Ek ChehraDekhe Jo Usko Jhoome BaharMera To Sapna Hai Ek ChehraDekhe Jo Usko Jhoome BaharGaalon Mein Khilti Kaliyon Ka MausamAankhon Mein Jaadu Honthon Mein PyaarBanda Ye Khoobsurat Kaam KaregaDil Ki Duniya Mein Apna Naam KaregaMeri Nazar Se Dekho To YaaronKi Meri Manzil Hai KahanPapa Kehte Hain Bada Naam Karega...