Chordyes

Pyar Ki Yeh Kahani Suno

Lời bài hát Pyar Ki Yeh Kahani Suno của Sunidhi Chauhan & Gayatri Ganjawala

Pyaar Ki Yeh Kahaani Suno Ek Ladka Tha Ek Ladki Thi Hoti Kya Hai Jawaani Suno Ek Ladka Tha Ek Ladki Thi Woh Bhi Ek Daur Tha Waqt Hi Aur Tha Jab Woh The Ajnabi Dono Tanaha Se The Par Woh Kehte Kise Baat Jo Dil Mein Thi Pyaar Ki Yeh Kahaani Suno Ek Ladka Tha Ek Ladki Thi Hoti Kya Hai Jawaani Suno Ek Ladka Tha Ek Ladki Thi Gumsum Gumsum Rehte The Dono Phir Bhi Dil Mein Kehte The Dono Koyi Sapana Hum Bhi To Paayein Ek Din Tute Ghum Ke Woh Ghere Jhilmil Jhilmil Aaye Savere Mausam Badala Jaagi Fizaayein Woh Mil Gaye, Woh Khil Gaye Aur Pyaar Ho Hi Gaya Jo Maanga Tha, Woh Paaya To Hosh Kho Hi Gaya