Teri Saadgi, Teri DilkashiTeri Baat Aaye NaaAisa Kabhi Hota NahiTeri Yaad Aaye NaaTeri Yaadon Mein Hoon KhoyaKai Raaton Se Naa SoyaRaha Tanha Hansa-RoyaHo Ho Ho HoJalwanuma Tu Har JagahTu Har Kahin Hai JaanaTere Bina Jeena MeraMumkin Nahi Hai JaanaMere Khayalon Mein TuDil Ke Sawalon Mein TuArmaan Hai Mujh Mein Bas TeraShab Ke Andhero Mein TuDin Ke Ujaalon Mein TuHar Lamha Tujhse Hai JudaJab Shaam Dhale, Har Saans JaleNaa Zor Chale MeraJalwanuma Tu Har JagahTu Har Kahin Hai JaanaTere Bina Jeena MeraMumkin Nahi Hai JaanaKhwaabon Ki Baarish Mein TuJeene Ki Khwaahish Mein TuBehte Lahoo Mein Tu RawaanaFitrat Iraadon Ki TuHasrat Hai Raaton Ki TuSubah Ki Tu Hi IltejaHai Dil Ki Sadaa Ab Door Na JaTu Chaino Sukoon MeraJalwanuma Tu Har JagahTu Har Kahin Hai JaanaTere Bina Jeena MeraMumkin Nahi Hai JaanaJalwanuma Tu Har JagahTu Har Kahin Hai JaanaTere Bina Jeena MeraMumkin Nahi Hai Jaana