IntroTehniyon Se Gir Chuke The Zard Patton Ki TarahJud Sake Na Phir Dobaara Chaah Ke Bhi, MehermaTehniyon Ne Socha Hai Baarhaa Kya Huyi Thin GustaakhiyaanRoz-Roz Naaraaziyaan Le Gayi Thi NazdeekiyaanRoz-Roz NaaraaziyaanN.c.Le Gayi Thi NazdeekiyaanVerse 1Yeh Tere-Mere Mein Jo Baatein Abhi Ho Rahi HainAadhi-Aadhi Woh, Adhoori-Si Kyun Hain?Yeh Lambi-Lambi-Si Khaamoshiyan Ki Kashtiyon SeDikh Raha Kinaara Nahi HaiChorusKeh Do, Keh Do Na, Dil Mein Jo Bhi Chhupa HaiKeh Do Na, Lafz Kyun Khafa Hain?Na Kisi Ka Main, Na Koi MeraJo Bhi Hoon, Main Hoon Bas Ik TeraKaise Main Sunoon Teri Ankahee Baatein Bhala? Keh Do NaKeh Do, Keh Do NaInstrumentalVerse 2Aate Hain Mann Mein Sau SawaalBin Jawaabon Ke Bura HaalMil Jaayein Agar Sab JawaabPhir Badla Hai Har SawaalChorusJaaun Main KahaanMain Kahaan?Yeh Hawaayein Bhi Behte-Behte, Dekho, Deti KhabarDe Rahe Na Tum JoNa Kisi Ka Main, Na Koi MeraJo Bhi Hoon, Main Hoon Bas Ik TeraKaise Main Sunoon Teri Ankahee Baatein Bhala?OutroTehniyon Se Gir Chuke The Zard Patton Ki TarahJud Sake Na Phir Dobaara Chaah Ke Bhi, MehermaTehniyon Ne Socha Hai Baarhaa Kya Huyi Thin GustaakhiyaanRoz-Roz Naaraaziyaan Le Gayi Thi NazdeekiyaanRoz-Roz Naaraaziyaan Le Gayi Thi Nazdeekiyaan