Chordyes

Dilruba Dilnasheen

Lời bài hát Dilruba Dilnasheen của Rito Riba

To Make This Simpler, Put Capo On 1St Fret, And Transpose This -1. Intro Chords Verse 1 Qaabil-E-Taareef Tu Apsara'on Jaisi Huu-Ba-Huu Dikhe Nigaahon Ko Tu Ku-Ba-Ku Tera Asar Hardam Ru-Ba-Ru Pre-Chorus Mehbooba Main Deevaana I Just Wanna Tell You Jaana Teri Ada'on Ke Qatre Shabnami Chorus Dilruba Dil-Nasheen Ba-Khuda Tu Haseen Tere Jaisi Hoor Na Koi Tum Mile Gul Khile Gul Khile Jo Tum Mile Gulzar Zindagi Yeh Ho Gayi Dilruba Mere Dil-Nasheeen Dilruba Mere Dil-Nasheeen Dilruba Mere Dil-Nasheeen Dilruba Mere Dil-Nasheeen Saxophone Solo Verse 2 Main Bhoolne Laga Hoon Kaam-Kaaj Sab Kyun Kyunki Tuney Hai Zehan Ko Qaid Kar Liya Khalbali Machi Hai Akl Na Bachi Hai Dakhl Tuney Zindagi Mein Iss Qadar Diya Bana Main Majnu Mastaana Aashiq Puraana Sun Le Dil-Phenk Hoon Nahin Pre Chorus Mehbooba Main Deevaana I Just Wanna Tell You Jaana Teri Ada'on Ke Qatre Shabnami Chorus Dilruba Dil-Nasheen Ba-Khuda Tu Haseen Tere Jaisi Hoor Na Koi Tum Mile Gul Khile Gul Khile Jo Tum Mile Gulzar Zindagi Yeh Ho Gayi Dilruba Mere Dil-Nasheeen Dilruba Mere Dil-Nasheeen Dilruba Mere Dil-Nasheeen Dilruba Mere Dil-Nasheeen Outro Kya Cheez Hai Tu Kya Cheez Hai Kya Cheez Hai O Meri Dilruba Yeh Tera Noor Hai Ya Suroor Hai Fitoor Tera Chadh Chuka Hai Dilruba