Kyon Aaj Kal Neend KamKhwab Zaada HaiLagta Khuda Ka KoiNaik Iraada HaiKal Tha FakeerAaj Dil Shezada HaiLagta Khuda Ka KoiNaik Iraada HaiKya Mujhe Pyaar Hai YaKaisa Khumar Hai YaKya Mujhe Pyaar Hai YaKaisa Khumar Hai YaPathar Ke In Raston PePhoolon Ke Ik Chaadar HaiJabse Mile Ho HumkoBadla Har Ek Manzar HaiDekho Jahaan Main Neele Neele Asmaan ThaleRang Naye Naye Hai Jaise Ghulte HuweSoye Se Khwab Mere Jaage Tere WaasteTere Khayalon Se Hai Bheege Mere RaasteKya Mujhe Pyaar Hai YaKaisa Khumar Hai YaKya Mujhe Pyaar Hai YaKaisa Khumar Hai YaTum Kyon Chale Aate HoHar Raaz Hain In Khwaabon MainChupke Se Aa Bhi JaaoIk Din Meri Bahoon MainTere He Saapnein Andheron Mein Ujaalon MeinKoi Naasha Hain Tere Aankhon Ke Payalon MeinTu Mere Khwabon Mein Jawabon Mein Sawaalon MeinHar Din Churaa Tumhe Mein Laaton Hoon Kyaalon MeinKya Mujhe Pyaar Hai YaKaisa Khumar Hai YaKya Mujhe Pyaar Hai YaKaisa Khumar Hai Ya