Teri Aahaton Mein Jee LungaTeri Chaahaton Mein Jee LungaJo Paa Ke Bhi Naa Paa SakoonTeri Dhadkanon Mein Jee LungaPhir Har Ghadi Ye Dil TeraKyon Dekhe MujheKi Do Jahaan Ko Paa Liya HoPaa Ke Tujhe MainKhoya Khoya Mann Khoya Khoya JoPaya Tujhe Main Khoya KhoyaHo..khoya Khoya Dil Khoya Khoya JoPaya Tujhe Main Khoya KhoyaHo Ishq Hai DarmiyaanPhir Kyun Hain DooriyaanNa Chhu Sakun Main Naa Mud SakunTujh Mein Kahin Hoon MainPhir Bhi Nahi Hoon MainNaa Main Rukoon Na Chal SakunAur Ab Chalein Kahi Door JahaanBaahon Ke Nashe Mein Ho Choor JahanKhoya Khoya Mann Khoya Khoya JoPaya Tujhe Main Khoya KhoyaHo..khoya Khoya Dil Khoya Khoya JoPaya Tujhe Main Khoya KhoyaAankhon Se Teri Aankhein MilaaunApni Hi Nazaron Se Chhupta Hoon MainChaahat Mein Teri Jaadu Ye KaisaBanta Bhi Hoon Aur Mit’ta Hoon MainAgar Main Mit Bhi JaaunSaath Saath Chalna MujheKe Do Jahaan Ko Paa Liya HoPaa Ke Tujhe Main Khoya KhoyaKhoya Khoya Mann Khoya Khoya JoPaya Tujhe Main Khoya KhoyaHo..khoya Khoya Dil Khoya Khoya JoPaya Tujhe Main Khoya Khoya