Jise Zindagi Dhoondh Rahi HaiKya Ye Who Makaam Mera HaiYahaan Chain Se Bas Ruk JaaunKyun Dil Ye Mujhe Kehta HaiJazbaat Naye Se Mile HainJaane Kya Asar Ye Huaa HaiIk Aas Mili Phir MujhkoJo Qubool Kisi Ne Kiya HaiHaan..Kisi Shaayar Ki GhazalJo De Rooh Ko Sukoon Ke PalKoi Mujhko Yun Mila HaiJaise Banjaare Ko GharNaye Mausam Ki SeharYaa Sard Mein DopaharKoi Mujhko Yun Mila HaiJaise Banjaare Ko GharHmm...................Jaise Koi KinaaraDeta Ho SahaaraMujhe Wo Mila Kisi Mod ParKoi Raat Ka TaaraKarta Ho UjaalaWaise Hi Roshan Kare Woh SheharDard Mere Woh Bhula Hi GayaaKuch Aisa Asar HuaaJeena Mujhe Phir Se Woh Sikha RahaHmm..Jaise Baarish Kar De TarYaa Marham Dard ParKoi Mujhko Yun Mila HaiJaise Banjare Ko GharNaye Mausam Ki SeharYaa Sard Mein DopaharKoi Mujhko Yun Mila HaiJaise Banjaare Ko GharMuskaata Yeh ChehraDeta Hai Jo PehraaJaane Chhupata Kya Dil Ka SamandarAuron Ko Toh HardamSaaya Deta HaiWoh Dhoop Mein Hai Khada Khud MagarChot Lagi Hai Usey,Phir Kyun Mehsoos Mujhe Ho Raha HaiDil Tu Bata De Kya Hai Iraada TeraMain Parinda BesabarTha Uda Jo DarbadarKoi Mujhko Yun Mila HaiJaise Banjarey Ko GharNaye Mausam Ki SeharYaa Sard Mein DopaharKoi Mujhko Yun Mila HaiJaise Banjaare Ko GharKoi Mujhko Yun Mila HaiJaise Banjaare Ko GharJaise Banjaare Ko GharJaise Banjaare Ko GharJaise Banjaare Ko Ghar