IntroVerse 1: MaanuAjab Si Hai Yeh Pyaar Ki DaastaanTeri Aankhon May Basay Woh Pal Hi Hain Wajah, MhmmRanjishon Ki Intehaa Laayi Iss Dagar PeBikhra Teri Yaad Ka AanchalMilay Naa Teri Dhoop Ab Mujhe AgarcheAndhere May Yeh AanganPre Chorus: MaanuO Ay Mere Khuda, Mujhko SamjhaKaise Chalta Mohabbat Ka Kaarwaan?Leta Rehta Hoon Bas Uska NaamJo Nahi Hai Ab YahanChorus: MaanuHaan, Meelon Ka Hai Yeh FaaslaSaza-E-Ishq Hai Kuch Iss TarahKe Adhoora Sa Yoon Lagne Hai LagaGhum Puranay Darguzar Tu Kar ZaraKhaas Tha Jo Mere Tere DarmiyaanKar Naa Paaya Kyun Mein Tujhse Yeh BayaanKe Tu Hi Hai Meri, Hoon Mein TeraAur Tere Gird Ghoomay Yeh JahaanPost-Chorus: MaanuHmm, Ghoomay Yeh JahaanHmm, Ghoomay Yeh JahaanGhoomay Yeh JahaanVerse 2: Abdul HannanJaise Dhalte Sooraj Ki RoshniWaisi Hi Thi Woh Unkahi Si Baat, MmmKhojta Rehta Tere NazarayPoochta Hoon, Bata Tu Kahan Rе?Sajna Sanwarna Yaad AayeReh Gaye Tou Bas Yеh KinaarayPre Chorus: MaanuAy Mere Khuda, Mujhko BataKya Yehi Hai Mera ImtehaanKe Woh Dard Barhta RahaPar Jab Tak Hai Jaan Karenge Hum Pyaar?Chorus: Abdul HannanHaan, Meelon Ka Hai Yeh FaaslaSaza-E-Ishq Hai Kuch Iss TarahKe Adhoora Sa Yoon Lagne Hai LagaGhum Puranay Darguzar Tu Kar ZaraKhaas Tha Jo Mere Tere DarmiyaanKar Naa Paaya Kyun Mein Tujhse Yeh BayaanKe Tu Hi Hai Meri, Hoon Mein TeraAur Tere Gird Ghoomay Yeh JahaanPost-Chorus: MaanuHmm, Ghoomay Yeh JahaanHmm, Ghoomay Yeh JahaanGhoomay Yeh Jahaan