Aankhon Ki Gustakhiyan................Maaf HonHo.. Aankhon Ki Gustakhiyan..................Maaf HonIk Tuk Tumhein Dekhti HainJo Baat Kehna Chaahe ZubaanTumse Yeh Woh Kehti HaiAankhon Ki Sharm-O-Haya................Maaf HonTumhein Dekh Ke Jhukti Hain.......Uthi Aankhein Jo Baat Na Keh SakeenJhuki Aankhein Woh Kehti HainAankhon Ki Gustakhiyan........maaf HonKajal Ka Ik TilTumhaare Labon Pe Laga............loonHaan Chanda Aur Suraj KiNazron Se Tumko Bacha LoonO..palkon Ki Chilman MeinAao Main Tumko Chhupa............loonKhyaalon Ki Yeh Shokhiyaan......aan..............Maaf Hon....Hardam Tumhein Sochti HainJab Hosh Mein Hota Hai JahanMadhosh Yeh Karti HainAankhon Ki Sharm-O-Haya................Maaf HonYeh Zindagi Aapki Hi Amaanat Rahe.......giDil Mein Sada Aapki Hi Muhabbat Rahe....giIn Saanson Ko Aapki Hi Zaroorat Rahe......giHaan Is Dil Ki Nadaaniyan............Maaf HonYeh Meri Kahan Sunti Hain.....Yeh Pal Pal Jo Hoti Hain Bekal SanamTo Sapne Naye Bunti HainHmm.. Aankhon Ki Gustakhiyan..............Maaf HonKi Sharm-O-Haya..hahah................Maaf Ho...