Heere Moti Main Na ChahoonMain To Chahoon Sangam TeraMain To Teri SaiyaanTu Hai MeraSaiyaan AaaSaiyaan AaaTu Jo Choo Le Pyaar SeAaraam Se Mar JaaonAaja Chanda Baahon MeinTujhme Hi Gum Ho Jaaon MainTere Naam Mein Kho JaonSaiyaan AaaSaiyaan AaaMere Din Khushi Se Jhoome Gaayein RaatePal Pal Mujhe Dubaaye Aate JaateTujhe Jeet Jeet HaaruYe Praan Praan VaaruHaaye Aise Main NiharoonTeri Aarti UtaroonTere Naam Se Jude HaiSaare NaateinSaiyaan AaaSaiyaan AaaBanke Maala Prem Ki TereTan Pe Jhar Jhar JaaonBaithu Naiya Preet KiSansaar Se Har Jaon MainTere Pyaar Se Tar JaaonSaiyaan AaaSaiyaan AaaYe Naram Naram Nasha Hai, Badhta JaayeKoi Pyaar Se Ghungatiya Deta UthaayeAb Baawra Hua MannJag Ho Gaya Hai RoshanYe Nayi Nayi SuhaaganHo Gayi Hai Teri JoganKoi Prem Ki PujaaranMandir SajaayeSaiyaan AaaSaiyaan AaaHeere Moti, Main Na ChahoonMain To Chahoon Sangam TeraMain To Teri SaiyaanTu Hai MeraMain Na Jaanu, Tu Hi JaaneMain To Teri, Tu Hai MeraMain Na Jaanu, Tu Hi JaaneMain To Teri, Tu Hai MeraMain To Teri, Tu Hai Mera