Time Signature: 7/8 (Rupak Taal)ChorusGham Diye Mustaqil,Kitnaa Naazuk Hai Dil, Ye Na JaanaaHaay Haay Ye Zaalim ZamaanaaDe Uthe Daag-E-LauUnse Ai Maah-E-Nau Kah SunaanaaHaay Haay Ye Zaalim ZamaanaaInterludeVerseDil Ke Haathon Se Daaman ChhudaakarGham Ki Nazaron Se Nazaren BachaakarUthke Wo Chal Diye,Kahte Hi Rah Gaye Ham FasaanaaHaay Haay Ye Zaalim ZamaanaaVerseKoyi Meri Ye Roodaad Dekhe,Ye Mohabbat Ki Bedaad DekhePhunk Rahaa Hai Jigar,Pad Rahaa Hai Magar MuskuraanaaHaay Haay Ye Zaalim ZamaanaaChorusGham Diye Mustaqil,Kitnaa Naazuk Hai Dil, Ye Na JaanaaHaay Haay Ye Zaalim Zamaanaa