Chhu Gayin UngliyanJaane Kis Khaab SeAaj Kyun Neend SeUth Gayin KhwahisheinYeh Khalish Hai NayiYeh Junoon Hai NayaLe Chala, Dil KahaanDil Kahaan, Le ChalaLe Chala, Dil KahaanDil Kahaan, Le ChalaBas Abhi Toh MileAur Chale Do KadamKaise Phir Aa GayeIss Qadar Paas HumBas Abhi Toh MileAur Chale Do KadamKaise Phir Aa GayeIss Qadar Paas HumSach Hai Yeh Ya WahamKya Khabar, Kya PataLe Chala, Dil KahaanDil Kahaan, Le ChalaLe Chala, Dil KahaanDil Kahaan, Le ChalaYoon Leher Ki TarahZindagi Beh GayiKho Gaya Main KahinSirf Tu Reh GayiYoon Leher Ki TarahZindagi Beh GayiKho Gaya Main KahinSirf Tu Reh GayiKya Yahi Hai SafarJism Se Rooh KaLe Chala, Dil KahaanDil Kahaan, Le ChalaLe Chala, Dil KahaanDil Kahaan, Le Chala