Verse 1Toh Ab Yeh Teh HuwaKeh Hum Sochein Tujhay Raat DinSunti Humein Yeh FizaaTujh Tak Na Pohanchay Sadaa Jaan-E-DilJo Bhi Huwa So HuwaWehshat Barhay Mann Ki Ab Tere BinPre-ChorusRaateinSaayaSooniKaayaa?Tum SeNaataJab Se Tha PaayaDil Sukoon Jaanay NaChorusKyun Dil Sukoon Jaanay Na?Tu Bhi Kyun Maanay NaVerse 2Dhoop Ke Kahay BinaDin Bhala Yahan Kab Hua?Aap Hi Samait LoMein Sadaa Ka Bikhra HuwaAap Ke BinaBaagh-E-Dil Mei Kab Kya Huwa?Mil Gaye Bhi TohDaagh-E-Dil Kam Na HuwaPre-ChorusRaateinSaayaSooniKaayaa?Tum SeNaataJab Se Tha PaayaDil Sukoon Jaanay NaChorusKyun Dil Sukoon Jaanay Na?Tu Bhi Kyun Maanay Na