VerseAe Yaad, Tu Yoon Na Yaad AaJaa, Thodi Der Ke Baad AaWoh Thi Toh Meri ZindagiMain Bhi Toh Uska Tha LaadlaAb Kya Kahoon Ke Main Roz-O-ShabYaadon Mein Uski Hoon Kaat'taYahin Toh Tha Mera HumnafasKahan Gaya, Mujhe Kya PataPre-ChorusMaine Ghaltiyon Ko Sudhaar KarMaine Har Gali Mein Pukaar KarSocha Ke Woh Mil JaayegaMila Toh Kitna Naraaz ParChorusDawa-E-Dil Ko DhoondhneJaa Raha Hoon Main Dar-Ba-DarTere Ishq Ne Hai Kya KiyaHoon Khwaar Khud Ko Sanwaar KarHoon Khwaar Khud Ko Sanwaar KarHoon Khwaar Khud Ko Sanwaar KarOutroAe Yaad, Tu Yoon Na Yaad AaJaa, Thodi Der Ke Baad AaAe Yaad, Tu Yoon Na Yaad AaJaa, Thodi Der Ke Baad Aa