Pal, Do PalKi Hi Kyun Hai ZindagiIss, Pyar, Ko HaiSadiyaan Kaafi NahiToh Khuda Se Maang LunMohalat Main Ik NayiRehna Hai Bas YahaanAb Door Tujhse Jaana NahiJo Tu Mera Humdard HaiJo Tu Mera Humdard HaiSuhaana Har Dard HaiJo Tu Mera Humdard HaiTeri Muskurahatein Hain Taakat MeriMujhko Inhi Se Umeed MiliChaahe Kare Koi Sitam Ye JahaanInme Hi Hai Sadaa Hifaazat MeriZindagani Badi Khoobsurat HuiJannat Ab Aur Kya Hogi KahinJo Tu Mera Humdard HaiJo Tu Mera Humdard HaiSuhaana Har Dard HaiJo Tu Mera Humdard HaiTeri Dhadkano Se Hai Zindagi MeriKhwahishein Teri Ab Duaaein MeriKitna Anokha Bandhan Hai YeTeri Meri Jaan Jo Ek HuiLautoonga Yahaan Tere Paas Main HaanWaada Hai Mera Mar Bhi Jaun KahinJo Tu Mera Humdard HaiJo Tu Mera Humdard HaiSuhaana Har Dard HaiJo Tu Mera Humdard Hai