Le Jaa Tu KahinMere SaathiyaKoi Khwahish NahiTujhko Jo Paa LiyaChal Chale Ab Ye KadamLaage Na Darr SanamJannat Ke KaafileSang Tere Le ChalunAa Le Jaa KahinMere SaathiyaHo.........Ye Kya Ho Raha HaiDil Jo Tu Chhu Gaya HaiTere Ehsaas Ka Mukammal Ye Jahaan Mil GayaPalkein Bandh Kar LoonToh Dekhun Bas TujhikoAankhon Ko Teri Khwabon Ka Aashiyan Mil GayaKho Jaaye Na, Ud Jaae NaYe Pal Ab HaseenAa Le Jaa Kahin Mere SaathiyaSaanson Pe Likha HaiTu Jeene Ki Wajah HaiChaahun Betahasha Tootkar Main Toh TujheTeri Rehguzar MeinMain Kab Se Hoon Safar MeinJaake Theharna Hai Ab Toh Manzil Pe MujheTu Hai Jahaan Main Hoon WahaanKya Aasmaan ZameenAa Le Jaa Kahin Mere SaathiyaWo Ho......