Bekhayali Mein Bhi TeraHi Khayaal AayeKyun Bichhadna Hai ZarooriYe Sawaal AayeTeri Nazdeekiyon Ki KhushiBehisaab ThiHisse Mein FaasleBhi Tere Bemisaal AayeMain Jo Tujh Se Door HoonKyun Door Main Rahoon,Tera Guroor Hoon..Aa Tu Faasla Mita,Tu Khawabsa MilaKyun Khwaab Tod Doon(Chorus)Bekhayali Mein Bhi TeraHi Khayaal AayeKyun Bichhadna Hai ZarooriYe Sawaal AayeThoda Sa Main KhafaHo Gaya Apne Aap SeThoda Sa Tujhpe BhiBewajah Hi Malaal AayeHai Ye Tadpan, Hai Ye UljhanKaise Jee Loon Bina TereMeri Ab Sab Se Hai AnnbanBante Kyun Ye Khuda MereOh.. Hmmm..Ye Jo Log-Baag HainJungle Ki Aag HainKyun Aag Mein Jalun..Ye Nakaam Pyaar MeinKhush Hain Haar MeinInn Jaisa Kyun BanunRaatein Dengi BataNeendon Mein Teri Hi Baat HaiBhoolun Kaise TujheTu Toh Khayalon Mein Saath Hai(Chorus)Bekhayali Mein Bhi TeraHi Khayaal AayeKyun Bichhadna Hai ZarooriYe Sawaal AayeNazar Gira De Har Ik ManzarRet Ki Tarah Bikhar Raha HaiDard Tumhaara Badan Mein MereZeher Ki Tarah Utar Raha Hai ..Aa Zamaane Aazma Le Roothta NahinFaaslon Se Hausla Ye Toot'ta NahinNaa Hai Woh BewafaAur Na Main Hoon BewafaWoh Meri Aadaton Ki TarahChhoot'ta Nahin..