Huyi Mahhobat Ki Baat PhirSata Rahi Hai Yeh Raat PhirBhiga Rahi Hai In Aankhon KoBewaqt Ki Yeh Barsaat PhirAa Gaya Kyu Labon PeYeh Naam Tera BataTu Yaad Aya Tu Yaad AyaTu Yaad Aaya Hai Aaj PhirJo Teri Baaton Ne Dil DukhayaTu Yaad Aya Hai Aaj PhirKabhi Yeh Saansein Thi Bas TumhariJo Ab Hain Zaaya Fazool HainThe Khwaab Jin Aankhon Mein Wafa KeWahan Judaai Ki Dhool HaiGuzar Gaya Tu Main Hi Wahan HoonJahan Tu Aaya Na Laut KarNa Phir Kisi Se Yeh Dil LagayaTu Yaad Aya Hai Aaj PhirTu Yaad Aya Tu Yaad AyaTu Yaad Aaya Hai Aaj PhirJo Teri Baaton Ne Dil DukhayaTu Yaad Aya Hai Aaj Phir