Yeh Kya Huaaa Yeh Kyun Huaa
Jo Bhi Hua Accha Hua
Humne Rait Pe Yunhi Pheri Thi Ungliyaan
Kya Karoon Ittefaq Se Tera Naam Ban Gaya
Tu Mera Pehla Pehla Pyaar Ban Gaya
Humne Rait Pe Yunhi Pheri Thi Ungliyaan
Kya Karoon Ittefaq Se Tera Naam Ban Gaya
Lab Pe Ruki Jo Tu Wo Baat Hai
Dil Bhi Bhigade Tu Barsaat Hai
Lab Pe Ruki Jo Tu Wo Baat Hai
Dil Bhi Bhigade Tu Wo Barsaat Hai
Nasha Jiska Nahi Utre
Tu Mere Liye Wo Jaam Ban Gaya
Aftaab Mehtabsa Ab Lagne Laga Tu
Tu Hi Subah Meri Aur Shaam Ban Gaya
Humne Rait Pe Yunhi Pheri Thi Ungliyaan
Kya Karoon Ittefaq Se Tera Naam Ban Gaya
Mohabbat Se Zyada
Mohabbat Hai Sanam
Door Kabhi Jaake Nahi Karna Sitam
Mohabbat Se Zyada
Mohabbat Hai Sanam
Door Kabhi Jaake Nahi Karna Sitam
Tu Hi Duaa Tu Hi Dawaa
Aur Teri Bandagi Mein Dil Ghulam Ban Gaya
Humne Toh Yunhi Gungunaya Tha Tujhe
Tu Toh Shayarana Kalam Ban Gaya
Humne Rait Pe Yunhi Pheri Thi Ungliyaan
Kya Karoon Ittefaq Se Tera Naam Ban Gaya
Tu Mera Pehla Pehla Pyaar Ban Gaya
Humne Rait Pe Yunhi Pheri Thi Ungliyaan
Kya Karoon Ittefaq Se Tera Naam Ban Gaya