Yeh Dooriyaan
Yeh Dooriyaan
In Raho Ki Dooriyaan
Nigaho Ki Dooriyaan
Hum Raho Ki Dooriyaan
Fana Ho Sabhi Dooriyaan
Kyu Koi Paas Hai,
Door Hai, Kyu Koi,
Jaane Na Koi Yaha Pe...
Aa Raha Pas Ya,
Dur Mein Ja Raha,
Jaanu Na Mein, Hu Kaha Pe...
Yeh Dooriyaan,
In Raho Ki Dooriyaan
Nigaho Ki Dooriyaan
Hum Raho Ki Dooriyaan
Fana Ho Sabhi Dooriyaan
Yeh Dooriyaan...
Kabhi Hua Yeh Bhi,
Khaali Raho Pe Bhi
Tu Tha Mere Saath...
Kabhi Tujhe Milke
Lauta Mera Dil Yeh
Khaali Khaali Haath...
Yeh Bhi Hua Kabhi,
Jaise Hua Abhi,
Tujhko Sabhi Mein Paa Liya
Tera Mujhe,
Kar Jaati Hai Dooriyaan,
Sataati Hai Dooriyaan,
Tarsaati Hai Dooriyaan,
Fana Ho Sabhi Dooriyaan
Kaha Bhi Na Meine,
Nahi Jeena Maine,
Tu Jo Na Mila...
Tujhe Bhoole Se Bhi,
Bola Na Meine Bhi,
Chahu Faasla...
Bas Faasla Rahe,
Ban Ke Kasak Jo Kahe,
Ho Aur Chahat Yeh Jawa
Teri Meri,
Mit Jaani Hai Dooriyaan,
Begani Hai Dooriyaan,
Hat Jaani Hai Dooriyaan,
Fana Ho Sabhi Dooriyaan
Kyu Koi Paas Hai,
Door Hai Kyu Koi
Jaane Na Koi Yaha Pe...
Aa Raha Paas Ya,
Dur Mein Ja Raha,
Jaanu Na Main Hu Kaha Pe...
Yeh Dooriyaan,
In Raho Ki Dooriyaan
Nigaho Ki Dooriyaan
Hum Raho Ki Dooriyaan
Fana Ho Sabhi Dooriyaan
Yeh Dooriyaan...
Yeh Dooriyaan...
Yeh Dooriyaan...