Intro
Teri Nigaah Se Aisi Sharab Pi Maine Ki Phir Na Hosh Ka Daava Kiya Kabhi Maine
Woh Aur Honge Jinhe Maut Aa Gayi Hogi Nigaahen Yaar Se Paayi Hai Zindagi Maine
Verse 1
Ai Gam-E-Zindagi
Ai Gam-E-Zindagi
Kuchh To De Mashwara
Ai Gam-E-Zindagi
Kuchh To De Mashwara
Chorus
Ek Taraf Usaka Ghar Ek Taraf Maikada
Ek Taraf Usaka Ghar Ek Taraf Maikada
Main Kaha Jaaun Hota Nahi Faisala
Main Kaha Jaaun Hota Nahi Faisala
Ek Taraf Usaka Ghar Ek Taraf Maikada
Ek Taraf Usaka Ghar Ek Taraf Maikada
Verse 2
Ek Taraf Baam Par Koi Gulpham Hai
Ek Taraf Mehfilen Bada-O-Jaam Hai
Ek Taraf Baam Par Koi Gulpham Hai
Ek Taraf Mehfilen Bada-O-Jaam Hai
Dil Ka Donose Hai Kuchh Na Kuchh Hai Vaasta
Ek Taraf Usaka Ghar Ek Taraf Maikada
Ek Taraf Usaka Ghar Ek Taraf Maikada
Verse 3
Usake Dar Se Utha To Kidhar Jaaunga
Maikada Chhod Dunga To Main Marr Jaaunga
Usake Dar Se Utha To Kidhar Jaaunga
Maikada Chhod Dunga To Main Marr Jaaunga
Sakht Mushkil Mein Hoon Kya Karu Ai Khuda
Ek Taraf Usaka Ghar Ek Taraf Maikada
Ek Taraf Usaka Ghar Ek Taraf Maikada
Verse 4
Zindagi Ek Hai Aur Talabgar Do
Jaan Akeli Magar Jaan Ke Haqdaar Do
Zindagi Ek Hai Aur Talabgar Do
Jaan Akeli Magar Jaan Ke Haqdaar Do
Dil Bata Pehele Kiska Karu Hak Ada
Ek Taraf Usaka Ghar Ek Taraf Maikada
Ek Taraf Usaka Ghar Ek Taraf Maikada
Verse 5
Is Taaluk Ko Main Kaise Todu Jafar
Kisko Apanaau Main Kisako Chodu Zafar
Is Taaluk Ko Main Kaise Todu Jafar
Kisko Apanaau Main Kisako Chodu Zafar
Mera Donose Rishta Hai Nazdik Ka
Ek Taraf Usaka Ghar Ek Taraf Maikada
Ek Taraf Usaka Ghar Ek Taraf Maikada
Verse 6
Ai Gam-E-Zindagi
Ai Gam-E-Zindagi
Kuchh To De Mashwara
Ai Gam-E-Zindagi
Kuchh To De Mashwara
Ek Taraf Usaka Ghar Ek Taraf Maikada
Ek Taraf Usaka Ghar Ek Taraf Maikada
Main Kaha Jaaun Hota Nahi Faisala
Main Kaha Jaaun Hota Nahi Faisala
Ek Taraf Usaka Ghar Ek Taraf Maikada
Ek Taraf Usaka Ghar Ek Taraf Maikada