Matargashti Khuli Sadak Mein
Tagdi Tadak Bhadak Mein
Oolay Gire Sulagte Se Sulagte Se Sadak Mein
Chhatari Na Thi Bagal Mein
Aaya Hi Naa Akkal Mein
Ke Bhaage Hum Ya Bheege Hum
Akad Mein Toh Socha Phir
Geela Hua Hai Jo Sukhana Ho Ho Ho..
Chaahe Zanana Ya Mardana Ho Ho Ho..
Attention!
Feka Nayaa Paasa, Phir De Gayi Jhansa
Anvein Mujhe Phansa, Teri Aisi Ki Ho Taisi Zindagi
Feka Nayaa Paasa, Phir De Gayi Jhansa
Anvein Mujhe Phansa, Chirkut Zindagi U Know!!
Na Na Na Na... Na Na Na Na.. ,Na Ne Nane Na Na Na Na Na
Tang Nang Nang Taun Taun..
Tang Nang Nang Taun Taun..
Ma Mam Ma Mama Man
Tang Nang Nan.. Tooh Tooh Tooh..
Tu Hi Hai Woh Jis Se Khela Tha Main Kho Kho Khela Kho
Kho , Tu Hai Laila, Shirin, Sohni, Juliet Sun Lo,
Mujhko Dhoondo Na Jungle Mele Me Whatsapp
Pe Hoon
Ha Haha Ha Ha...
Na Tera Na Mera Zamaana Ho Ho Ho..
Na Hi Zanaana Na Mardana Ho Ho Ho..
Pakad Paana!
Feka Nayaa Paasa, Phir De Gayi Jhansa
Anvein Mujhe Phansa, Chirkut Zindagi U Know!!
Tu Hi Hai Woh Jisne Khenchi Meri Dhoti Dhoti Khenchi
Ab Tu Dhoonde Kahaan Bande Na Main Kaaba Kaashi
Main Twitter Pe Hoon D.p. Meri Dekho Hoo Hu Hu Hu Hu
Sun Re Sun Beliyaaa
Dil Ne Dhokha Diyaa
Aankhein Mil Tumse Naazanee
Mere Hosh-O-Hawaas Kho Gaye
Ho O Dil Ne Ro Rokaa
Yeh Aankhein Hain Dil Ki Zubaan
Khwaab Roz Roz Dekhe Naye
Ho Oh O.. Dil Ka Bhanwar Bole Sun Sathiya
Chhup Na Dupatte Mein Tu Oh Chhalliya
Prem Pujari Ke Ae Dil Ka Bayaan
Hota Rahaaa Rota Raha Priye
Toh Phir..
Tang Nang Nang Taun Taun..
Tang Nang Nang Taun Taun..
Ma Mam Ma Mama Man
Tang Nang Nan.. Tooh Tooh Tooh..
Matargashti Khuli Sadak Mein
Tagdi Tadak Bhadak Mein
Oolay Gire Sulagte Se Sulagte Se Sadak Mein
Chhatari Na Thi Bagal Mein
Aaya Hi Naa Akkal Mein
Ke Bhaage Hum Ya Bheege Hum
Akad Mein Toh Socha Phir
Geela Hua Hai Jo Sukhana Ho Ho Ho..
Chaahe Zanana Ya Mardana Ho Ho Ho..
Attention!
Feka Nayaa Paasa, Phir De Gayi Jhansa
Anvein Mujhe Phansa, Teri Aisi Ki Ho Taisi Zindagi
Feka Nayaa Paasa, Phir De Gayi Jhansa
Anvein Mujhe Phansa, Chirkut Zindagi U Know!!