..............Aaya Hoon Yaaron ..............Dil Apna Deke
...........Aankhon Mein Chehraa ..............Kisi Ka Leke
..............Voh Dil Ka Kaatil ..............Dilbar Hamaara
.............Jiske Liye Main ..............Hua Aawaara
..............Milte Hi Jisne .............. Chooma Tha Mujhko
..............Phir Na Palat Ke ..............Dekha Dobaara
Aur Isi Liye Doston Maine Faislaa Kiya
Ke Phir Kabhi Kisi Se Pyaar Nahin Karoonga
Kabhi Kisi Ladki Ko Apna Dil Nahin Doonga
Aisa Zakhm Diya Hai Jo Na Phir Bharega
Har Haseen Chehre Se Ab Yeh Dil Darega
Hum To Jaan Dekar Yunhi Mar Mite The
Sun Lo Ae Haseenon, Yeh Humse Ab Na Hoga
Aisa Zakhm Diya Hai Jo Na Phir Bharega
Har Haseen Chehre Se Ab Yeh Dil Darega
Hum To Jaan Dekar Yunhi Mar Mite The
Sun Lo Ae Haseenon, Yeh Humse Ab Na Hoga
Aisa Zakhm Diya Hai
Raseele Honth, Chhalakte Gaaaal
Mastaani Chaaal Buraa Kar De Haaaal
Palak Bhadke Ye Dil Dhadke
Umar Ki Uthaan, Kadakti Kamaaal
Qaatil Adaa, Zaalim Hayaa
Mere Khudaaa, Mere Khudaa
Shola Baedan, Baheka Chaamman, Magar Yaaronn...
Hum To Jaan Dekar Yunhi Mar Mite The
Sun Lo Ae Haseenon, Yeh Humse Ab Na Hoga
Aisa Zakhm Diya Hai Jo Na Phir Bharega
Har Haseen Chehre Se Ab Yeh Dil Darega
Hum To Jaan Dekar Yunhi Mar Mite The
Sun Lo Ae Haseenon, Yeh Humse Ab Na Hoga
Aisa Zakhm Diya Hai
Raseele Honth, Chhalakte Gaaaal
Mastaani Chaaal Buraa Kar De Haaaal
Palak Bhadke Ye Dil Dhadke
Umar Ki Uthaan, Kadakti Kamaaal
Qaatil Adaa, Zaalim Hayaa
Mere Khudaaa, Mere Khudaa
Tu Jo Kahe To Taaron Mein Tujhe Lekar Chaloon
Tu Jo Kahe To Kadmon Mein Unhe La Daal Doon
Seene Se Lagaake Yeh Badan Kar Doon Gulaabi
Chehra Choom Karke Main Banaa Doon Aaftaabi
Hey
Hey, La La La La,
La
Hum To Jaan Dekar Tumpe Mar Mite Hain
Kaun Pyaar Tumse Itna Karega
Aisa Zakhm Diya Hai Jo Na Phir Bharega
Har Haseen Chehre Se Ab Yeh Dil Darega
Aisa Zakhm Diya Hai
..............Aaya Hoon Yaaron ..............Dil Apna Deke
...........Aankhon Mein Chehraa ..............Kisi Ka Leke
...........Yahin Pe Kahin ..............Chhupaa Hi Hoga