Lafzo Se Jo Tha Pare
Khaali Pal Ko Jo Bhare
Khuchh To Tha Tere Mere Darmiyaan
Rishte Ko Kya Mod Doon
Naata Yeh Ab Tod Doon
Yaa Fir Yoon Hi Chhod Doon Darmiyaan
Benaam Rishta Woh Oo Ooo O O
Benaam Rishta Woh
Bechain Karta Jo O O
Ho Na Sake Jo Bayan Darmiyaan
Darmiyaan Darmiyaan
Darmiyaan Darmiyaan
Kuchh To Tha Tere Mere
Darmiyaan Haaye
Darmiyaan Darmiyaan
Darmiyaan Darmiyaan
Kuchh To Tha Tere Mere
Darmiyaan
Oh Its A Special Feeling
These Moments Between Us
How Will I Live Without You
Ankhon Me Tere Saaye Chahun To Ho Naa Paaye
Yaado Se Teri Faaslaaaa
Jaa Ke Bhi Tu Naa Jaaye Thehri Tu Dil Me Haaye
Hasrat Si Ban Ke Kyu Bhala
Kyu Yaad Karta Hoon Mit Ta Hu Banta Hoon
Mujhko Tu Layee Yeh Kahaaan
Hard For Us To Say It Was So Hard For Us To Say
Can't Close A Day By Day But Then The
World's Got Me In The Way
Chalte The Jinpe Humtum 0Raaste Woh Saare Hai Ghum
Ab Dhoondhu Kaise Manjhile
Raate Hai Jaise Maatam Aate Hai Din Bhi Ghumsum
Ruthi Hai Saari Mehfile
Itna Sataao Naa Yoon Yaad Aao Naa
Ban Jaaye Aansoon Hi Zubaan
Benaam Rishta Woh Oo Ooo O O
Benaam Rishta Woh
Bechain Karta Jo O O
Ho Na Sake Jo Bayan Darmiyaan
Darmiyaan Darmiyaan
Darmiyaan Darmiyaan
Kuchh To Tha Tere Mere
Darmiyaan Haaye
Darmiyaan Darmiyaan
Darmiyaan Darmiyaan
Kuchh To Tha Tere Mere
Darmiyaan