Kyon Aaj Kal Neend Kam
Khwab Zaada Hai
Lagta Khuda Ka Koi
Naik Iraada Hai
Kal Tha Fakeer
Aaj Dil Shezada Hai
Lagta Khuda Ka Koi
Naik Iraada Hai
Kya Mujhe Pyaar Hai Ya
Kaisa Khumar Hai Ya
Kya Mujhe Pyaar Hai Ya
Kaisa Khumar Hai Ya
Pathar Ke In Raston Pe
Phoolon Ke Ik Chaadar Hai
Jabse Mile Ho Humko
Badla Har Ek Manzar Hai
Dekho Jahaan Main Neele Neele Asmaan Thale
Rang Naye Naye Hai Jaise Ghulte Huwe
Soye Se Khwab Mere Jaage Tere Waaste
Tere Khayalon Se Hai Bheege Mere Raaste
Kya Mujhe Pyaar Hai Ya
Kaisa Khumar Hai Ya
Kya Mujhe Pyaar Hai Ya
Kaisa Khumar Hai Ya
Tum Kyon Chale Aate Ho
Har Raaz Hain In Khwaabon Main
Chupke Se Aa Bhi Jaao
Ik Din Meri Bahoon Main
Tere He Saapnein Andheron Mein Ujaalon Mein
Koi Naasha Hain Tere Aankhon Ke Payalon Mein
Tu Mere Khwabon Mein Jawabon Mein Sawaalon Mein
Har Din Churaa Tumhe Mein Laaton Hoon Kyaalon Mein
Kya Mujhe Pyaar Hai Ya
Kaisa Khumar Hai Ya
Kya Mujhe Pyaar Hai Ya
Kaisa Khumar Hai Ya