Khamoshiyan Gungunane Lagee
Tanhaiyaan Muskurane Lagee
Khamoshiyan Gungunane Lagee
Tanhaiyaan Muskurane Lagee
Sarghoshi Kare Hawaaa
Chupke Se Mujhe Kahaaa
Dil Ka Haal Bataaa
Dilbar Se Naa Chhupa
Sunke Baat Yeh Sharm Se Meri
Ankhein Juk Jaane Lagi
Khamoshiyan Gungunane Lagee
Tanhaiyaan Muskurane Lagee
Jaag Utha Hai Sapna Kiska Meri In Ankhon Mein
Ek Nayee Zindagi Shaamil Ho Rahi Saanon Me
Kisi Ki Andhi Hai Sada Hawaon Mein
Kisi Ki Baate Hai Dabi Si Hothon Me
Raat Din Meri Ankhon Me Khoyi
Parchhayee Lehrane Lagee
Khamoshiyan Gungunane Lagee
Tanhaiyaan Muskurane Lagee
Dil Ka Yeh Carvaan
Yoon Hi Tha Rava Davaaa
Manzil Na Humsafar
Lekin Me Rava Dava
Teri Woh Ek Nazar Kar Gayee Asar
Duniya Sawar Jaane Lagee
Khamoshiyan Gungunane Lagee
Tanhaiyaan Muskurane Lagee
Bekhayali Me Bhi Aata Hai Khayaal Tera
Bekarari Meri Karti Hai Sawaal Tera
Teri Wafaon Ki Umeedein Hai Mujhko
Hmm...teri Nigaahon Ki Panah De Mujhko
Sun Ae Humnashi Aas Yeh Teri
Mujhko Tadpaane Lagee
Khamoshiyan Gungunane Lagee
Tanhaiyaan Muskurane Lagee
Dil Ka Yeh Carvaan
Yoon Hi Tha Rava Davaaa
Manzil Na Humsafar
Lekin Me Rava Dava
Teri Woh Ek Nazar Kar Gayee Asar
Duniya Sawar Jaane Lagee
Khamoshiyan Gungunane Lagee
Tanhaiyaan Muskurane Lagee