Chordyes

Namo Namo

Namo Namo Lyrics by Amit Trivedi

Jai Ho Jai Ho Shankara (Bholenath Shankara) Aadi Dev Shankara (Hey Shivaay Shankara) Tere Jaap Ke Bina (Bholenath Shankara) Chale Ye Saans Kis Tarah (Hey Shivaay Shankara) Mera Karm Tu Hi Jaane Kya Bura Hai Kya Bhala Tere Raaste Pe Main Toh Aankh Mund Ke Chala Tere Naam Ki Jyot Ne Sara Har Liya Tamas Mera Namo Namo Ji Shankara Bholenath Shankara Jai Trilok Naath Shambhu He Shivaay Shankara Namo Namo Ji Shankara Bholenath Shankara Rudradev He Maheshwara.... Shristi Ke Janam Se Bhi... Pehle Tera Vaas Tha... Yeh Jagg Rahe Ya Na Rahe Rahegi Teri Aastha... Kya Samay Kya Pralay Dono Mai Teri Mahaanata.. Mahaanata......mahaanataa Seepiyon Ki Ontt Main (Bholenath Shankara) Motiyan Ho Jis Tarah (Hey Shivay Shankara) Mere Mann Mein Shankara (Bholenath Shankara) Tu Basa Hai Uss Tarah (Hey Shivay Shankara) Mujhe Bharam Tha Jo Hai Mera Tha Kabhi Nahin Mera Arth Kya Nirarth Kya Jo Bhi Hai Sabhi Tera Tere Saamne Hai Jhuka Mere Sar Pe Haath Rakh Tera Namo Namo Ji Shankara Bholenath Shankara Jai Trilok Naath Shambhu ` He Shivaay Shankara Namo Namo Ji Shankara Bholenath Shankara Rudradev He Maheshwara.... Chandrama Lalaat Pe.. Bhasm Hai Bhujaaon Mein Vastra Baagh Chhaal Ka.. Hai Khadau Paanv Mein.. Pyaas Kya Ho Tujhe Ganga Hai Teri Jataaon Mein.. Jataaon Mein.. Jataaon Mein Doosron Ke Waaste (Bholenath Shankara) Tu Sadaive Hai Jiya (Hey Shivay Shankara) Maanga Kuch Kabhi Nahi (Bholenath Shankara) Tune Sirf Hai Diya (Hey Shivay Shankara) Samudra Manthan Ka Tha Samay Jo Aa Pada Dwandwa Dono Lok Me Vishamrit Pe Tha Chida Amrit Se Bhi Main Baant Ke Pyaala Vish Ka Tune Khud Piya Namo Namo Ji Shankara Bholenath Shankara Jai Trilok Naath Shambhu He Shivaay Shankara Namo Namo Ji Shankara Bholenath Shankara Rudradev He Maheshwara....