Verse 1
Kyun Lage Silsila
Tera Mera Na Mano Ka
Dhundla Hai Zara
Kyun Bhala
Chorus
Chehra Tera Aa......
Verse 2
Belariya Si Mehki Fizaye
Ayi Baharein Angan Mein
Payaliya Ki Goonji Sadayein
Jaise Piya Ho
Paas Mere
Pre Chorus
Gardishein Waqt Ki
Lekar Hamein Hawao Sa
Aagyi Fir Wohi Jo Dikhe
Chehra Tera
Chehra Tera Aa......
Outro
Koi Kahani Jaise Ho Likhra Ho Aise Tu Meri Aadaton Mein Aisi Samayi Jaise
Tu Hi Rawayeto Mein Tu Hi Hai Aaheton Mein
Tu Jo Mila Lage Khuda Ne Mano Sunli
Meri
Meri Dua
Meri Dua