Mere Bina Mein, Rehne Laga Hu
Teri Hawa Mein, Behne Laga Hu
Jaane Mein Kaise, Tera Hua Hu
Mujhe To Lagta Hai Mein Shayad Tere
Dil Ki Dua Hu Haatujhko Jo Paaya
To Jeena Aaya
Ab Ye Lamha Tehar Jaaye, Tham Jaaye, Bas Jaaye,
Hum Dono Ke Darmiya Haatujhko Jo Paaya
To Jeena Aaya
Ab Ye Lamha Tehar Jaaye, Tham Jaaye, Bas Jaaye,
Hum Dono Ke Darmiya Haaaaa
Pehle Se Zyada, Mein Jee Raha Hu
Jabse Mein Tere, Dil Se Juda Hu
Raaho Pe Teri, Mein To Chala Hu
Tu Meri Manzil Hai Tere Kadmope Bas
Rukne Laga Hu Hooo
Tujhko Jo Paaya
To Jeena Aaya
Ab Ye Lamha Tehar Jaaye, Tham Jaaye, Bas Jaaye,
Hum Dono Ke Darmiya Haa
Tujhko Jo Paaya
To Jeena Aaya
Ab Ye Lamha Tehar Jaaye, Tham Jaaye, Bas Jaaye,
Hum Dono Ke Darmiya Haa