Ab Na Mujhko Yaad Beeta
Main Toh Lamhon Mein Jeeta
Chala Ja Raha Hoon.
Main Kahaan Pe Ja Raha Hoon...
Kahaan Hoon...
Iss Yaqeen Se Main Yahan Hoon...
Ki Zamana Yeh Bhala Hai
Aur Jo Raah Mein Mila Hai.
Thodi Door Jo Chala Hai
Woh Bhi Aadmi Bhala Tha.
Pata Tha....
Zara Bas Khafa Tha....
Woh Bhatka Sa Raahi Mere Gaanv Ka Hi
Woh Rasta Puraana Jisey Yaad Aana
Zaroori Tha Lekin Jo Roya Mere Bin.
Wo Ek Mera Ghar Tha
Puraana Sa Darr Tha.
Magar Ab Na Main Apne Ghar Ka Raha..
Safar Ka Hi Tha Main Safar Ka Raha.
Idhar Ka Hi Hoon Na Udhar Ka Raha
Safar Ka Hi Tha Main Safar Ka Raha.
Idhar Ka Hi Hoon Na Udharka Raha
Safar Ka Hi Tha Main Safar Ka Raha.
Main Raha... O O...
Main Raha... Wo O...
Main Raha.........
Meel Pattharon Se Meri Dosti Hai
Chaal Meri Kya Hai Raah Jaanti Hai.
Jaane Rozana.............
Zamana Wohi Rozana...
Shehar Shehar Fursaton Ko Bechta Hoon
Khaali Haath Jaata Khaali Laut Ta Hoon.
Aise Rozana............
Rozana Khud Se Begana....
Jabse Gaanv Se Main Shehar Hua
Itna Kadva Ho Gaya Ki Zehar Hua
Main Toh Rozana....
Na Chaaha Tha Yeh Ho Jaana Maine....
Ye Umrr, Waqt, Raasta.. Guzarta Raha....
Safar Ka Hi Tha Main Safar Ka Raha.
Chorus
Amidhar Ka Hi Hoon Na Udhar Ka Raha
Safar Ka Hi Tha Main Safar Ka Raha.
Idhar Ka Hi Hoon Na Udhar Ka Raha
Safar Ka Hi Tha Main Safar Ka Raha.
Main Raha... O O...
Main Raha... Wo O...