O Ho Wo Ho O Ho O Ho Ho Ho O O Ho
Oho Ho Oh Ho Oho Ho
O Ho Wo Ho O Ho O Ho Ho Ho O O Ho
O Ho Ho O Hoo Ho
Aaja Main Hawaon Pe Beetha Ke Le Chaloo
Tu Hi Toh Tu Hi Toh Meri Dost Hai
Aaja Main Khalaon Me Uotha Ke Le Chaloon
Tu Hi Toh Meri Dost Hai
Aawaaz Ka Dariya Hoon
Behta Hoon Main Neeli Raton Me
Main Jagta Rehta Hoon
Neend Bhari Zeel Si Ankhon Me
Aawaaz Hoon Main
Raat Me Chandani Kabhi Aise Gungunaaati Hai
Sun Zara Lagta Hai Tumse Aawaaz Milaaaaati Hai
Main Khayalon Ki Mahek Hoon
Goongunate Hai Saaz Par
Ho Sake To Milaa Le Aawaz Ko Le Saaz Par
Aaja Main Hawaon Pe Beetha Ke Le Chaloo
Tu Hi Toh Meri Dost Hai
Aaja Main Khalaon Pe Uootha Ke Le Chaloon
Tu Hi Toh Meri Dost Hai
Aawaaz Ka Dariya Hoon
Behta Hoon Main Neeli Raton Me
Main Jagta Rehta Hoon
Neend Bhari Zeel Si Ankhon Me
Aawaaz Hoon Main
Ho... Kabhi Dil Ka Hissaa Hai
Jahan Shaam Utarti Hai
Kehte Hai Samandar Se
Ik Pari Gujharti Hai
Woh Raat Ko Raaani Hai
Sargam Par Chalti Hai
Ho Sa Re Sa Re Sa Sa Re Sa Re
Aaja Main Hawaon Pe Beetha Ke Le Chaloo
Tu Hi Toh Tu Hi Toh Mera Dost Hai
Aaja Main Halaon Me Uotha Ke Le Chaloon
Tu Hi Toh Mera Dost Hai
Aawaaz Ka Dariya Hoon
Behti Hoon Main Neeli Raton Me
Main Jagti Rehti Hoon
Neend Bhari Zeel Si Ankhon Me
Aawaaz Hoon Main
Aawaaz Hoo Main