Song From The Movie "Mission Mangal", Composer: Amit Trivedi
Bpm: 124
Single Released: 12 Sept 2019
Intro
(Aah . . .)
Verse 1
Kehte Thhe Log Jo
Qaabil Nahin Hai Tu
Denge Wahi Salaamiyaan
Verse 2
Dil Thaam Ke Jahaan
Dekhega Ek Din
Teri Bhi Qaamyaabiyaan
Pre-Chorus
Kar Ke Dikha Kamaal Vo
Aake Zameen Pe Deke Jaaye Aasmaan...
Chorus
Shaabaashiyaan,
Shaabaashiyaan,
Shaabaashiyaan,
Shaabaashiyaan...
Chorus
Shaabaashiyaan,
Shaabaashiyaan,
Shaabaashiyaan,
Shaabaashiyaan...
Interlude
Verse 3
Sach Hone Ki Khaatir Jo
Sapne Keemat Maangenge
Jaag Ke Raatein Keemat Bhar Dena
Jab Nazdeeq Se Dekhein To
Khushiyon Ke Aansu Aayein
Tu Nazron Ko Woh Manzar Dena...
Verse 4
Khud Hi Ek Din Mitaayegi
Teri Hazaar Khaamiya . . .
Kar Ke Dikha Kamaal Vo
Aake Zameen Pe Deke Jaaye Aasmaan
Chorus
Shaabaashiyaan,
Shaabaashiyaan,
Shaabaashiyaan,
Shaabaashiyaan
Chorus
Shaabaashiyaan, (Shaabaashiyaan)
Shaabaashiyaan, (Shaabaashiyaan)
Shaabaashiyaan, (Shaabaashiyaan)
Shaabaashiyaan...
Outro
Shaabaashiyaan . . . Aa . . .
Shaabaashiyaan . . . Aa . . .
Shaabaashiyaan . . . Ho . . .
Shaabaashiyaan . . . Ooh . . .
O Ho Oooh . . .