Chordyes

Jalwanuma

Jalwanuma Lyrics by Sharib-Toshi

Teri Saadgi, Teri Dilkashi Teri Baat Aaye Naa Aisa Kabhi Hota Nahi Teri Yaad Aaye Naa Teri Yaadon Mein Hoon Khoya Kai Raaton Se Naa Soya Raha Tanha Hansa-Roya Ho Ho Ho Ho Jalwanuma Tu Har Jagah Tu Har Kahin Hai Jaana Tere Bina Jeena Mera Mumkin Nahi Hai Jaana Mere Khayalon Mein Tu Dil Ke Sawalon Mein Tu Armaan Hai Mujh Mein Bas Tera Shab Ke Andhero Mein Tu Din Ke Ujaalon Mein Tu Har Lamha Tujhse Hai Juda Jab Shaam Dhale, Har Saans Jale Naa Zor Chale Mera Jalwanuma Tu Har Jagah Tu Har Kahin Hai Jaana Tere Bina Jeena Mera Mumkin Nahi Hai Jaana Khwaabon Ki Baarish Mein Tu Jeene Ki Khwaahish Mein Tu Behte Lahoo Mein Tu Rawaana Fitrat Iraadon Ki Tu Hasrat Hai Raaton Ki Tu Subah Ki Tu Hi Ilteja Hai Dil Ki Sadaa Ab Door Na Ja Tu Chaino Sukoon Mera Jalwanuma Tu Har Jagah Tu Har Kahin Hai Jaana Tere Bina Jeena Mera Mumkin Nahi Hai Jaana Jalwanuma Tu Har Jagah Tu Har Kahin Hai Jaana Tere Bina Jeena Mera Mumkin Nahi Hai Jaana