Shaam Hai Jaam Hai Aur Hai Nasha
Tan Bhi Hai Man Bhi Hai Pigla Hua
Chaayi Hai Rangeeniya
Fir Bhi Hai Betaabiyaan
Kyu Dhadakata Hai Dil
Kyu Yeh Kehta Hai Dil
Deewano Ko Ab Tak Nahi Pata
Aaj Ki Raat Hona Hai Kya
Paana Hai Kya Khona Hai Kya
Aaj Ki Raat Hona Hai Kya
Paana Hai Kya Khona Hai Kya
Do Ghadi Main Hoon Yaha Jaane Kya Hoga
Jo Humesha Tha Mera Fir Mera Hoga
Kaun Kiske Dil Me Hai Faisala Hoga
Faisala Hai Yahi Jeet Hogi Meri
Deewano Ko Ab Tak Nahi Pata
Aaj Ki Raat Hona Hai Kya
Paana Hai Kya Khona Hai Kya
Aaj Ki Raat Hona Hai Kya
Paana Hai Kya Khona Hai Kya
Aao Main Tumse Kahoon Baat Chupke Se
Rang Badlegi Pal Me Raat Chupke Se
Tumko Le Jaaunga Phir Saath Chupke Se
Jaaoge Tum Kahan Dekho Main Hoon Yahan
Deewano Ko Ab Tak Nahi Pata
Aaj Ki Raat Hona Hai Kya
Paana Hai Kya Khona Hai Kya
Aaj Ki Raat Hona Hai Kya
Paana Hai Kya Khona Hai Kya