Chordyes

Rabba Main Toh Mar Gaya Oye

Rabba Main Toh Mar Gaya Oye Lyrics by Rahat Fateh Ali Khan & Pritam & Shahid Maaliya

Koi Dil Bekaabu Kar Gaya, Aur Ishqaan Dil Mein Bhar Gaya Koi Dil Bekaabu Kar Gaya, Aur Ishqaan Dil Mein Bhar Gaya Aankhon Aankhon Mein Woh, Laakhon Gallaan Kar Gaya Oye O Rabba Mein To Mar Gaya Oye, Shadai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye... O Rabba Mein To Mar Gaya Oye, Shadai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye..... Ab Dil Chahe Khamoshi Ke Hothon Pe Main Likh Doon Pyaari Si Baatein Kayi Kuchh Pal Mere Naam Kare Woh Main Bhi Uske Naam Pe Likhu Mulaaqateinkayi Ho Pehli Hi Takni Mein Bann Gayi Jaan Pe Naina Waina Uske Mere Dil Pe Chapey Ab Jaaun Kahan Pe, Dil Ruka Hai Wahaan Pe Jahaan Dekh Ke Mujhe Woh Aagey Badh Gaya Oye Oh Rabba Main Toh Mar Gaya Oye Shaddai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye... Oh Rabba Main Toh Mar Gaya Oye Shaddai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye... Mausam Ke Azaad Parindey, Haathon Mein Hai Uske Ya Woh Bahaaron Si Hai Sardi Ki Woh Dhoop Ke Jaisi, Garmi Ki Shaam Hai Pehli Fuhaaron Si Hai Mere Pyaar Ka Mausam Bhi Hai, Lagey Meri Mehram Bhi Hai Mera Pyaar Ka Mausam Bhi Hai, Lagey Meri Mehram Bhi Hai Jaane Kya Kya Do Aankhon Mein Main Padh Gaya Oye O Rabba Mein To Mar Gaya Oye, Shadai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye... O Rabba Mein To Mar Gaya Oye, Shadai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye..... Koi Dil Bekaabu Kar Gaya, Aur Ishqaan Dil Mein Bhar Gaya Aankhon Aankhon Mein Woh, Laakhon Gallaan Kar Gaya Oye O Rabba Mein To Mar Gaya Oye, Shadai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye... O Rabba Mein To Mar Gaya Oye, Shadai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye.....