Dhaani Re Dhaani Chunariya
Dhaani Re Dhaani Chunariya
Boday Baadal Ke Saaye Mein Lehrayegi
Mujhe Tadpayegi Chali Jayegi
Jaise Bijuriya Mastani
Yeh Jhokay Ki Soorat Mein Choo Jayegi
Sharmayegi Aur Itrayegi
Jaise Nadiya Dewani
Dhaani Re Dhaani Chunariya
Hai Dhaani
Saaye Mein Uske Barso Ka Jaga
Main So Jaun
Uski Sajti Sawarti Dhanak Mein
Main Ghar Banau
Apne Ghar Me Kayi Chaand Taare
Ugalo Sajalo
Khushboo Se Bhare Raaston Mein
Kho Jaun
Boday Baadal Ke Saaye Mein Lehrayegi
Mujhe Tadpayegi Chali Jayegi
Jaise Bijuriya Mastani
Dhaani Re Dhaani Chunariya
Hai Dhaani
Rang Uski Baarish Mein Dhul Ke Hai Khilte
Aur Nikharte
Phool Uske Zameen Ke Chehron Se Milte
Aur Dhamakte
Uske Andaaz Jaise Hai Mausam
Aate Jaate
Uske Sab Rang Haste Daste
Jagmagate
Boday Baadal Ke Saaye Mein Lehrayegi
Mujhe Tadpayegi Chali Jayegi
Jaise Bijuriya Mastani
Dhaani Re Dhaani Chunariya
Dhaani Re Dhaani Chunariya
Hai Dhaani