| |A |C#M |D |E | |X 6 Times
| |A |% |Asus2 |% | |
Kyon Chalti Hai Pavan
Kyon Jhoome Hai Gagan
Kyon Machalta Hai Mann...
Naa Tum Jaano Na Hum.................
Naa Tum Jaano Na Hum..........................
Kyon Aati Hai Bahaar
Kyon Lutataa Hai Karaar
Kyon Hota Hai Pyaar.....
Naa Tum Jaano Na Hum.............................
Naa Tum Jaano Na Hum.............................
Ye Madhoshiyaan Ye Tanhaiyaan
Tassavur Mein Hai Kiski Parchhaiyaan....
Laaaa....la La...la La La La La..
Ye Bheega Samaan Umangein Jawaan
Mujhe Ishq Le Ja Raha Hai Kahaan....
Kyon Gum Hai Har Disha
Kyon Hota Hai Nasha
Kyon Aata Hai Mazaa.....
Naa Tum Jaano Na Hum........................
Naa Tum Jaano Na Hum........................
Dhadakta Bhi Hai Tadapta Bhi Hai
Ye Dil Kyon Achanak Behekta Bhi Hai
Mehekta Bhi Hai Chehekta Bhi Hai
Ye Dil Kya Vafa Ko Samajhta Bhi Hai
Kyon Milti Hai Nazar
Kyon Hota Hai Asar
Kyon Hoti Hai Sahar...
Naa Tum Jaano Na Hum........................
Naa Tum Jaano Na Hum................................
Kyon Chalti Hai Pavan
Kyon Jhoome Hai Gagan
Kyon Machalta Hai Mann.....
Naa Tum Jaano Na Hum.........................
Kyon Aati Hai Bahaar
Kyon Lutta Hai Karaar
Kyon Hota Hai Pyaar.....
Naa Tum Jaano Na Hum....................................
Naa Tum Jaano Na Hum.....................................