Ab Koi Aas Na Umeed
Bachi Ho Jaise
Ab Koi Aas Na Umeed
Bachi Ho Jaise
Teri Fariyad Magar Mujhme
Dabi Ho Jaise..
Jaagte Jaagte Ik Umrr
Kati Ho Jaise..
Jaagte Jaagte Ik Umrr
Kati Ho Jaise..
Ab Koi Aas Na Umeed
Bachi Ho Jaise..
Kaise Bichhdo Ke
Woh Mujhme Hi
Kahin Rehta Hai
Us Se Jab Bachke
Guzarta Hoon
Toh Ye Lagta Hai
Woh Nazar Chup Ke
Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise..
Hmm Hmm............
Hmm Hmm............