Kyun Dooriyaan
Hai Darmiyaan
Badh Jaane De
Nazdeekiyaan
Har Saans Mein
Mehsoos Kar
In Saanson Ki
Madhoshiyaan
Mera Nasha Aise Chadhe
Mera Nasha Zid Pe Ade
Mera Nasha Aise Naa Jaaye
Jhoom Jhoom Jhoom Ta Hoon
Mera Nasha Mujhko Hua
Mera Nasha Hai Khwaab Sa
Mera Nasha Aise Naa Jaaye
Jhoom Jhoom Jhoom Ta Hoon Main
Bas Teri Aankhon Se Peena Hai Jeena Hai
Aise Hi Mujhe
Rehna Nahi Hai Ab Hosh Mein, Hosh Mein
Zulfon Ke Saaye Mein Mujhko Chupa Le
Hamesha Ke Liye
Bhar Le Mujhe Tu Aagosh Mein
Tere Siva Jaaun Kahan
Tu Hi Mere Dono Jahaan
Beh Loon Main Tere Khud Ko Paa Kar
Jhoom Jhoom Jhoom Ta Hoon
Tera Nasha Mujhko Hua
Tera Nasha Hai Khwaab Sa
Tera Nasha Aise Naa Jaaye
Jhoom Jhoom Jhoom Ta Hoon Main
Khwaabon Khayaalon Mein Uljhe Sawaalon Mein
Tu Hi Tu Basi
Tu Aarzoo Hai Tu Justaju, Justaju
Tere Ishaaron Pe Chalti Hai Rukti Hai
Saansein Yeh Meri
Rehna Tu Aise Hi Rubaroo
Ab Toh Meri Aadat Hai Tu
Aadat Kya Zaroorat Hai Tu
Tujhko Dil Se Apne Laga Kar
Jhoom Jhoom Jhoom Ta Hoon
Tera Nasha Mujhko Hua
Tera Nasha Hai Khwaab Sa
Tera Nasha Aise Naa Jaaye
Jhoom Jhoom Jhoom Ta Hoon Main