Aazmaale Aazmaale
Aaj Khud Ko Aazmaale
Phirta Hai Kab Se Yeh
Dil Sambhaale
Bol Ye Lab Pe Ruke Hain
Tere Sajde Mein Jhuke Hain
Pal Pal Bhikre Hain
Kitne Ujaale
Kya Karoon Kya Sochta Hai
Chain Dil Ka Dhoondta Hai
Apni Kismat Ko Jagaale
Beech Ka Parda Uthaale
Aaz...maale
Aazmaale Aazmaale
Aaj Khud Ko Aazmaale
Phirta Hai Kab Se Yeh
Dil Sambhaale
Bol Ye Lab Pe Ruke Hain
Tere Sajde Mein Jhuke Hain
Pal Pal Bhikre Hain
Kitne Ujaale
Apne Gham Se Khelta Hai,
Dard Kitne Jhelta Hai
Sochta Tu Aur Kuch Hai,
Aur Kuch Tu Bolta Hai
Apne Gham Se Khelta Hai,
Dard Kitne Jhelta Hai
Sochta Tu Aur Kuch Hai,
Aur Kuch Tu Bolta Hai
Apne Dil Ko Tu Manaale
Beech Ka Parda Uthaale
Aaz.....maale
Aazmaale Aazmaale
Aaj Khud Ko Aazmaale
Phirta Hai Kab Se Yeh
Dil Sambhaale
Bol Ye Lab Pe Ruke Hain
Tere Sajde Mein Jhuke Hain
Pal Pal Bhikre Hain
Kitne Ujaale
Kashmakash Ko Chod De Tu
Rukh Hawa Ka Mod De Tu
Khaali Paimaana Hai Tera
Ho Sake Toh Tod De Tu
Kashmakash Ko Chod De Tu
Rukh Hawa Ka Mod De Tu
Khaali Paimaana Hai Tera
Ho Sake Toh Tod De Tu
Ek Nayi Mehfil Sajaale
Beech Ka Parda Uthaale
Aaz...maale
Aazmaale Aazmaale
Aaj Khud Ko Aazmaale
Phirta Hai Kab Se Yeh
Dil Sambhaale
Bol Ye Lab Pe Ruke Hain
Tere Sajde Mein Jhuke Hain
Pal Pal Bhikre Hain
Kitne Ujaale
Kya Karoon Kya Sochta Hai
Chain Dil Ka Dhoondta Hai
Apni Kismat Ko Jagaale
Beech Ka Parda Uthaale
Aaz...maale
Aazmaale Aazmaale
Aaj Khud Ko Aazmaale
Phirta Hai Kab Se Yeh
Dil Sambhaale
Bol Ye Lab Pe Ruke Hain
Tere Sajde Mein Jhuke Hain
Pal Pal Bhikre Hain
Kitne Ujaale
Kitne Ujaale
Kitne Ujaale