Intro
Kya Ye Hi Pyaar Hai
Haa Ye Hi Pyaar Hai
Dil Tere Bin
Kahin Lagta Nahin
Wakt Guzarta Nahin
Chorus
Kya Ye Hi Pyaar Hai
Haa Ye Hi Pyaar Hai
Verse 1
Pehle Main Samjha
Kuchh Aur Wajah In Baato Ki
Lekin Ab Jaana Kahan Neend Gayee
Meri Raaton Ki
Jaagti Rehti Hoon Main Bhi
Chaand Nikalta Nahin
Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin
Wakt Guzarta Nahin
Chorus
Kya Ye Hi Pyaar Hai
Haa Ye Hi Pyaar Hai
Verse 2
Kaise Bhoolungi Tu Yaad Hamesha Aayega
Tere Jaane Se
Jeena Mushkil Ho Jaayega
Ab Kuchh Bhi Ho Dil Pe Koi
Zor To Chalta Nahin
Dil Tere Bin
Kahin Lagta Nahin
Wakt Guzarta Nahin
Chorus
Kya Ye Hi Pyaar Hai
Haa Ye Hi Pyaar Hai