Dil Ye Mera Bas Mein Nahi
Pehle Kabhi Aisa Hota Tha Nahi
Hmm Hmm
Dil Ye Mera Bas Mein Nahi
Pehle Kabhi Aisa Hota Tha Nahi
Tu Hi Bata Is Dil Ka Main
Ab Kya Karoon
Kehne Pe Chalta Nahi
Kuch Dino Se Meri Bhi Sunta Nahi
Tu Hi Bata Is Dil Ka Main
Uff Ab Main Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon
Is Dil Ka Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon
Karta Awaargi
Is Pe To Dhun Chadhi Hai Pyaar Ki
Jaane Gum Hai Kahaan
Baaton Mein Hai Pada Bekaar Ki
Karta Hai Awaargi
Is Pe To Dhun Chadhi Hai Pyaar Ki
Naa Jaane Gum Hai Kahaan
Baaton Mein Hai Pada Bekaar Ki
Ulti Ye Baat Hai
Aise Haalaat Hai
Ghalati Kare Ye Main Bharu
Uff Dil Ka Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon
Is Dil Ka Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon
Dil Pe Mera Kaabu Nahi
Fitrat Kabhi Iski Aisi Thi Nahi
Tu Hi Bata Is Dil Ka Main
Ab Kya Karoon
Kehne Pe Chalta Nahi
Kuch Dino Se Meri Bhi Sunta Nahi
Tu Hi Bata Is Dil Ka Main
Uff Dil Ka Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon
Uff Ab Main Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon Main Kya Karoon
Main Kya Karoon