Kabhi Aisa Lagta Hai
Dil Mein Ek Raaz Hai
Jise Kehna Chahoon
Par Main Keh Paaon Na
Aankho Hi Aankho Mein
Keh Jaati Hai Jo Ye
Khamoshiyon Ki
Ye Kaisi Zubaa
Maine Suna Jo Na Usne Kaha
Kya Aisa Hi Hota Hai Pyaar
Mere Khuda Mujhe Itna Bata
Kya Aisa Hi Hota Hai Pyaar
Kabhi Aisa Lagta Hai
Anjani Pyaas Hai
Par Simti Hotho
Mein Wo Reh Paaye Na
Kaisa Ehsaas Hai
Koi To Paas Hai
Ye Dooriya Hai
Phir Kaisi Yaha
Behki Lage Ab Saari Fiza
Kya Aisa Hi Hota Hai Pyaar
Mere Khuda Mujhe Itna Bata
Kya Aisa Hi Hota Hai Pyaar
Ye Sach Hai Chahat Pe Kabhi
Kisi Ka Bhi Zor Nahi
Dilbar Ki Yaado Ko Baandhe
Aisi Koi Dor Nahi
Sab Kuch Wohi Par Lagta Nahi
Kya Aisa Hi Hota Hai Pyaar
Mere Khuda Mujhe Itna Bata
Kya Aisa Hi Hota Hai Pyaar
Kabhi Aisa Lagta Hai
Dil Mein Ek Raaz Hai
Jise Kehna Chahun
Par Main Keh Paun Na
Aankho Hi Aankho Mein
Keh Jaati Hai Jo Ye
Khamoshiyon Ki
Ye Kaisi Zubaa
Maine Suna Jo Na Usne Kaha
Kya Aisa Hi Hota Hai Pyaar
Mere Khuda Mujhe Itna Bata
Kya Aisa Hi Hota Hai Pyaar
Ik Pal Jo Mil Jaaye Mujko
Chala Jaye Dur Kahi
Duniya Mein Is Dil Ke Jaisa
Koi Majboor Nahi
Maine Suna Pyaar Karta Jaha
Kya Aisa Hi Hota Hai Pyaar
Mere Khuda Mujhe Itna Bata
Kya Aisa Hi Hota Hai Pyaar