Tu Jahaan Jahaan Chalega
Mera Saya........saath Hoga
Tu Jahaan Jahaan Chalega
Mera Saya........saath Hoga
Mera Saya Mera Saya
Mera Saya Mera Saya
Kabhi Mujh...ko Yaad Kar Ke
Jo Bahege Tere Aansu
Kabhi Mujh...ko Yaad Kar Ke
Jo Bahege Tere Aansu
To Vahi Pe Rok Lenge Unhe
Aake Mere Aansu
Tu Jidhar Kaa Rukh Karega
Mera Saya......saath Hoga
Tu Jahaan Jahaan Chalega
Mera Saya......saath Hoga
Mera Saya Mera Saya
Mera Saya Mera Saya
Mera G...am....mmm... Rahaa Hai Shaamil
Tere Dukh Me Tere Gam Me
Mera Gam Rahaa Hai Shaamil
Tere Dukh Me Tere Gam Me
Mere Pyaar Ne Diyaa Hai
Tera Saath Har Janam Me...
Tu Koi Janam Bhi Lega
Mera Saya......saath Hoga
Tu Jahaan Jahaan Chalega
Mera Saya......saath Hoga
Mera Saya Mera Saya
Mera Saya Mera Saya