Ajnabi Kahein Ke Apna Kahein
Ab Kya Kahein, Kya Na Kahein
Ajnabi Kahein Ke Apna Kahein
Ab Kya Kahein, Kya Na Kahein
Ishare Bhi Chup Hain
Zubaan Khamosh Hai
Sadaa Gum Sum See Hai
Tanha Agosh Hain
Yaara Re, Yaara Re
Kyon Faaslon Mein Bhi Tu Yaara Re
Yaara Re, Yaara Re
Kyon Faaslon Mein Bhi Tu Yaara Re
Tu Choot Kar, Kyun Choota Nahi
Kucc To Judaa Hai Abhi
Main Toot Kar, Kyun Toota Nahi
Jeene Mein Hai Tu Kahi
Ishaare Bhi Chup Hain
Zuban Khamosh Hai
Sada Gum Sum See Hai
Tanha Agosh Hai
Yaara Re, Yaara Re
Kyon Faaslon Mein Bhi Tu Yaara Re
Yaara Re, Yaara Re
Kyon Faaslon Mein Bhi Tu Yaara Re
Hai Har Ghadi, Wo Tishnagi
Jo Ik Pal Bhi Na Bujhi
Hai Zindagi Chalti Hui
Par Ye Zindagi Hi Nahi
Ishaare Bhi Chup Hai
Zubaan Khamosh Hai
Sada Gum Sum See Hai
Tanha Agosh Hai
Yaara Re, Yaara Re
Kyon Faaslon Mein Bhi Tu Yaara Re
Yaara Re, Yaara Re
Kyon Faaslon Mein Bhi Tu Yaara Re