Jaane Ye Kya Hua, Jaane Ye Kya Hua
Hum Dono Ka Yu Milna, Aise Paas Aana
Jaane Ye Kya Hua, Jaane Ye Kya Hua
Ab Har Pal Anjaana Hai, Dekho Hona Hay, Aur Kya
Jaane Kyu, Lagta Hai
Dheere Se Haule Se Geet Koi
Dil Hai Gaa Raha Oh Ho..
Jaane Kyu, Lagta Hai
Ab Jaise Har Lamha Har Pal Hai
Muskura Raha
Jaane Kyu, Lagta Hai
Dheere Se Haule Se Geet Koi
Dil Hai Gaa Raha Oh Ho..
Jaane Kyu, Lagta Hai
Ab Jaise Har Lamha Har Pal Hai
Muskura Raha
Tumhe Hai Pata, Meine Pehli Baar Jo Dekha, Tumhe
Mujhe Ye Laga, Chahu Bhi To Kaise Paa Sakunga, Tumhe
Woh Sapna Tha Ek Din To, Me Hu, Tum Ho,
Tum Dheere Se Bolo, Tumko Apna Mana Hai,
Dekho Hona Hay, Aur Kya
Jaane Kyu, Lagta Hai
Dheere Se Haule Se Geet Koi
Dil Hai Gaa Raha Oh Ho..
Jaane Kyu, Lagta Hai
Ab Jaise Har Lamha Har Pal Hai
Muskura Raha
Kahu Kya Bhala, Tumhi Ko To Me Chahata Hu, Suno
Tumhe Jo Mila, Mene Jaana Mein Bhi Zindaa Hu, Suno
Kahu Me Kya Tumko, Me Hu, Tum Ho,
Bas Itna Sun Lo, Tumpe Koi Deewana Hai,
Hona Hai Aur Kya
Jaane Ye Kya Hua, Jaane Ye Kya Hua
Ab Har Pal Anjaana Hai, Dekho Hona Hay, Aur Kya