Chordyes

Saanson Ke

KK

Saanson Ke Lyrics by KK

Saanson Ke Kisi Ek Mod Par Mili Thi Tu Zindagi Meri Dost Bann Ke Chal Diya Teri Baat Maan Kar Tera Haath Thaam Kar Tujhe Saathi Chunn Ke Main Kis Manzil Ka Raahi Hoon Tu Kinn Raahon Pe Laayi Hai Samajh Paaun Na Main Tujhko Naa Tu Mujhko.... Jo Na-Manzoor Hai Mujhko Wohi Manzoor Hai Tujhko Samajh Paaun Na Main Tujhko Naa Tu Mujhko..... Jo Le Liya Tha Tune Faisla Zameen Pe Aasmaan Mein Rakh Diya Main Chhaaon Mein Lapete Dhoop Ko Kahaa Jo Tune Kehna Kar Diya Chalaa Main Apni Manzil Ko Ja Tu Bhi Laut Ja Ghar Ko Samajh Paaun Na Main Tujhko Naa Tu Mujhko.... Jo Na-Manzoor Hai Mujhko Wohi Manzoor Hai Tujhko Samajh Paaun Na Main Tujhko Naa Tu Mujhko....